Thursday, June 25, 2009

Is ajnabhi ke saher me jana pahchana dondta hai

Ek akela is saher me rat me aur duphar me,
Abudana dondta hai ashiyana dondta hai.

Din khali khali bartan hai rat hai jaise andha kua,
In gahri andheri ankhon me anshu ki jagah ata hai dua,
Jine ki vazah to koi nahi marne ka bahana dondta hai,
Abudana dondta hai ashiyana dondta hai

In umra se lambhi sadko ko manzil pe pahunchate dekha nahi,
Bas dodti firti rahti hai hamne taharte dekha nahi,
Is ajnabhi ke saher me jana pahchana dondta hai,
Abudana dondta hai ashiyana dondta hai.

No comments: